![]() | No ratings.
emotions and expressions |
| tumhe yeh dard likhna hai tumhara bhool jana bhi tumhara yaad aana hai chalo aisa karen jana ..chalo aisa karen jana...... bhulane ki kasam ko ab naya ak naam de len hum muje shikwa n ho koi tumhe bhi ranj n hoga badlate waqt aur halaat ko iljam de len hum jahar ki ak pudia tum bache khwabon ko de dena jahar ki ak pudia main bache khwabon ko de dunga tu shayd bhool jain hum..tu shayd bhool jain hum bacha kar kuch nahi rakhna ...bacha kar kuch nahi rakhna tumhe ye dard likhna hai tumhara bhool jana bhi tumhara yaad aana hai |