![]() | No ratings.
Urdu poetry in English script |
Teri in nazroon main dekha hai pyar mera Bin tere na hota hai ab sawera Pyar karte hai log buht tujhko. Laikin mujhsa na hoga koi aashiq tera Ishq karchuke hum, na ho sake ab basera Mohabbat ki is banaawat ka taqaaza hai Yeh dil tera hi thiqaana hai Na ja dour mujhse Yeh ashiqi ka zamaana hai Teri us muskarahat se dour ho jaate hai yeh ghum Na khail mere dil se, na mit jai hum har kadam teri aahat, har lafz tera zikr kya karo is dil dil ka jo karta hai teri fikr |